tani_123khan
06-14-2008, 01:37 PM
HeArT aTtAcK...
dard itna tha k us raat dil e wehshi ne
her rag e jaan se ulajhna chaha
her ban e mou se tapakna chaha
or kahen dour tere sehan main goya
pata pata mere afsurda laho main dhul ker
husen e mahtaab se azrada nzer aane laga
mere werana e tan main goya
sare dukhte howe reshoun ki tnabien khul ker
silsila waar pata daine lagien
rukhsat e qafila e shouq ki tayari ka...
or jab yaad ki bujhti howi shm'moun main
nazer aaya kaheen
aik pal aakhri lamha teri dildari ka...
darad itna tha k us se bhi guzerna chaha
hum ne chaha mager dil ne, na theherna chaha (manahil_khan_2008@yahoo.com)